
Gaon ki hawaon mein aaj dhol nagadon ki goonj thi. Thakur Ekansh ki baraat ka nazara aisa tha ki dekhne walon ki aankhein chaundhiya jayein.
Ekansh ne safed sherwani aur sar par laal pagdi pehni thi, kamar mein purani talwar latki thi jo uski shaan ko aur badha rahi thi. Vanya ke ghar par mehmano ka mela laga tha.




















Write a comment ...