
Dai-maa ne kamre ka darwaza andar se band kar liya tha. Vanya ki cheekhein ab dheere-dheere zor-zor se haanpne mein badal rahi thi. Swarna Devi andar Vanya ka hath pakde khadi thi, use himmat de rahi thi, par uski nazrein darwaze par thi, jahan se naya bhagya likha jana tha.
Vanya: Maa ji... ab nahi hota... ahhh... jaan nikal rahi hai meri... AHHHH!




















Write a comment ...