
Aangan mein gaon ki raseeli aurtein bethi thi. Unki nazrein Vanya ki gardan par lage un neele nishaanon par thi jo Ekansh ne raat bhar ki darindagi mein chhode the. Vanya sharm se pani-pani ho rahi thi, isliye wo jaldi se kitchen mein ghus gayi.
Lekin usne jaise hi gas par doodh ka top rakha, kitchen ke piche wale gupt darwaze se Ekansh Thakur dakhil hua. Uska kurta khula tha aur uski aankhon mein wahi janwaro wala junoon tha jo Vanya ko thar-thar kapne par majboor kar deta tha.




















Write a comment ...