
Subah ka waqt tha. Shaurya apne kamre mein taiyar ho raha tha, use shehar ek zaroori meeting ke liye jana tha. Mamta ji vahan aayi aur Saanvi ko dekha jo Shaurya ka bag taiyar kar rahi thi.
Mamta: Shaurya, beta tu shehar ja raha hai toh Saanvi ko bhi sath le ja. Bechari jab se aayi hai, ghar mein hi band hai. Thoda shehar ghum legi, uska bhi mann behal jayega.














Write a comment ...