
Saal beet-te gaye, aur Pratapgarh ki haveli ne kai mausam dekhe. Aryaveer ab paanch saal ka ho chuka tha, bilkul apne baap Shaurya ki parchhayi.
Wahi teekhi nazar aur wahi robila andaaz. Gaon ke log use Chota Sarpanch kehne lage thay. Shaurya ne apni mehnat se gaon ka huliya badal diya tha, par Saanvi ke liye uska pyar aaj bhi waisa hi tha jaisa pehle din tha.














Write a comment ...