
Vikram garden mein khada aandhi se takra raha tha, par uske andar ka toofan bahar ke mausam se kahin zyada khofnaak tha.
Usne abhi-abhi Ishani ke saath jo berehmi ki thi, uska pachtawa uske gusse ke peeche kahin daba hua tha. Tabhi achanak, mansion ke main gate par ek bada dhamaka hua.




















Write a comment ...