
London ki sardi aur bahar girti hui barf ne khidkiyon ko dhak diya tha. Ek bada sa townhouse, jahan ab kisi ka darr nahi tha. Aayan ne Ibadat ko yahan laane ke liye sab kuch daanv par laga diya tha.
Ibadat bed par leti hui thi, uska pet ab saaf nazar aa raha tha. Aayan coffee ka mug lekar andar aata hai.




















Write a comment ...