
Aryan ne Ishani ka hath pakad kar use apne kamre ki taraf kheencha Haveli ki deewaron par purani tasveerein tangi thin aur har taraf ek ajeeb sa sannaata tha Ishani apne interview ke documents ko seene se lagaye bas roti ja rahi thi use samajh nahi aa raha hai ki uski zindagi ek pal mein kaise badal gayi jab Aryan ne kamre ka darwaza band kiya toh Ishani darr ke maare ek kone mein dubak kar khadi ho gayi.
Aryan: Rona band karo Ishani yahan koi tumhe maarne nahi wala














Write a comment ...