
Aryan ne kamre ka darwaza andar se lock kiya aur Ishani ki taraf palta jo abhi bhi rasoi mein hui zillat aur Sumitra ji ki baaton ki wajah se kaanp rahi thi usne apni aankhein zor se band kar li thin taaki aansu bahar na niklein par
Aryan ka raub aur uski bhari shakhsiyat aisi thi ki Ishani ka darr kam hone ka naam nahi le raha tha Aryan ne apne gale ki tie dheeli ki aur shirt ke upar ke do button khol diye jisse uska mazboot aur chaurah seena saaf jhalak raha tha wo dhere-dhire chalkar apni pasandeeda purani aaram-kursi par baith gaya aur usne Ishani ko apni gehri aankhon se ghoora.














Write a comment ...