
Aryan ke jate hi haveli ka mahaul badal gaya tha dushmano ne godown par hamla kiya tha aur Aryan gusse mein unhe sabak sikhane nikal gaya tha
Ishani poori raat kamre mein bechain rahi aur khidki se bahar dekhti rahi ki kab uska pati sahi-salamat wapas aayega subah hone se pehle gaadiyon ki aawaz aayi aur Aryan khoon se sana hua kamre mein dakhil hua uske hath par goli lag kar guzri thi














Write a comment ...