
Bahar toofani baarish haveli ki deewaron se takra rahi thi par Aryan ke kamre ke andar ki garmi ne thandak ko kab ka khatam kar diya tha. Aryan ne darwaza lock karke Ishani ko bistar par dhakela aur khud uske upar ek bhediye ki tarah jhuk gaya.
Ishani ka badan thar-thar kaanp raha tha, uski nazuq aankhein Aryan ke chehre par base us naye junoon ko dekh rahi thin jo aaj use poora nigalne wala tha.














Write a comment ...