
Vardhan haveli aaj dulhan ki tarah saji hui thi Kabir aur Natasha ki mangni ka din tha charo taraf sunehri roshni aur gulabon ki mehek thi Vikram aur Sumitra ne poore shehar ke bade logon ko bulaya tha.
Natasha ne ek behad mehengi aur hara rang ki backless choli pehni thi jisme uske gore badan ki chamak sabko deewana bana rahi thi Kabir ne kaale rang ka suit pehna tha aur wo pehle se kahin zyada mardana lag raha tha














Write a comment ...