
Zaryan aur Zoyaal ab paanch saal ke ho chuke the. Haveli ka aangan ab paanch bacchon ki kilkariyon se goonjta tha. Shahzaryab (10 saal), Ariz (9.5 saal), Inaya (9 saal), aur judwa Zaryan aur Zoyaal (5 saal).
Nawab Zaryab ne apni riyasat ko itna mazboot kar liya tha ki poore Lucknow mein unke naam ka sikka chalta tha. Magar is sab ke peeche unki charon Begumon ka wo pur-khuloos pyar tha jisne haveli ko ek jannat bana diya tha.

















Write a comment ...