
Haveli mein ek naya hungama shuru ho gaya tha. Farhan, Saad aur majhle bete ne taye kar liya tha ke ab wo apni biwiyon aur bacchon ko lekar sheher chale jayenge. Kal hi Rida ki pregnancy ki khushkhabri mili thi, magar shoharon ka irada pakka tha.
Subah ka waqt tha, haveli ke aangan mein saaman bandha ja raha tha. Farhan ne Mehak ka hath pakda aur Saad ne Rida ko ishara kiya.




















Write a comment ...