
Mansion ki deewaron mein Damon ka khauf ab dhire-dhire kam ho raha tha, kyunki Kira ko laga ke Zaviar, Damon ki tarah beraham nahi hai.
Usne socha ke Master Zaviar ke thande mizaaj ka fayda uthaya ja sakta hai. Magar wo ye nahi jaanti thi ke Zaviar ka discipline Damon ki maar se kahin zyada gehra aur sakt hota hai.




















Write a comment ...