
Guild Hall ka mahol ab intehayi naseela aur garam ho chuka tha. Jail jane wali ladkiyon ki cheekhein ab dab chuki thin, kyunki ab waqt tha us manzar ka jo Guild ki tareekh mein sunhare haraf se likha jane wala tha.
Zaviar Sentinel apni kursi par ek badshah ki tarah baitha tha, aur usne aaj apni Supreme Rose ko dunya ke 20 sabse bade aur sakt Dominants ke samne pesh kar diya tha.




















Write a comment ...