
Mayke mein Suhani ke din bade maze mein guzar rahe the. Dopahar ko jab Vihaan so gaya, toh Suhani ki bachpan ki saheliyan Renu aur Meena usse milne aayin. Teeno dhoop mein baith kar baatein karne lagin, magar jald hi baatein Raghuvir aur Suhani ki shaadi-shuda zindagi ki taraf mud gayin.
Renu ne Suhani ki chamakti twacha aur uske chehre ka nikhaar dekha toh reh nahi payi.




















Write a comment ...