
Raat ka sannata poore Mehra Niwas par chha gaya tha. Suman ji ki Sada Suhagan wali dua Diya ke dimaag mein kisi purani dhun ki tarah goonj rahi thi. Arjun kamre mein aaya toh dekha Diya bed par ek glass doodh lekar baithi hai aur bade dhyan se kuch soch rahi hai.
Arjun ne darwaza lock kiya aur Diya ke paas aakar baith gaya. Diya ne fauran doodh ka glass Arjun ke hothon se laga diya.




















Write a comment ...