
Agli subah kitchen mein masalon ki khushbu ke saath saath Diya ki masoom baaton ne ek naya hi hungama khada kar diya. Suman ji nashta taiyar kar rahi thin aur Diya unke paas khadi aate ki chhoti chhoti goliya bana rahi thi
Suman ji ne dekha ke Diya aaj kuch zyada hi khush hai aur gunguna rahi hai. Unhone muskura kar pucha : Diya beta, aaj badi khush ho? Arjun ne naya khilona dilaya kya?




















Write a comment ...