
Mehra Niwas mein agla din behadh suhana tha. Diya ab bilkul theek thi aur kal raat wale Ice khel ne use phir se wahi purani masti mein la diya tha. Magar aaj Diya ke dimaag mein saaf-safai ka bhoot sawar tha.
Arjun abhi so kar utha hi tha ke Diya ne uska hath pakda aur use bathroom ki taraf khinchne lagi. Bathroom mein Diya ne pehle hi bathtub ko garm paani aur dher saare sabun ke jhaag se bhar rakha tha.




















Write a comment ...