
Ghar mein khushi ka thikana nahi tha, magar Arjun jaanta tha ke ye khabar Diya ke mayke pahunchte hi wahan ek naya hungama khada ho jayega. Arjun ne sabko video call par lene ka faisla kiya taaki sabka reaction ek saath dekh sake.
Screen par Diya ke Papa, Mummy, Arav aur Kavya sab ek saath nazar aa rahe the. Diya ne screen ke samne aakar apna pet pakda aur badi zor se chillayi.




















Write a comment ...