
Inayat ko bed par lita kar aur dawai de kar Hassan ne kamre ki light halki kar di. Inayat ki aankhein band thi aur uski saansein dhiri ho gayi thin.
Hassan ne kuch der uske paas baith kar intezar kiya, jab use yakeen ho gaya ke Inayat gehri neend mein ja chuki hai, toh usne dhire se darwaza band kiya aur bahar nikal aaya.




















Write a comment ...