
Garmi ki ek tapish bhari dopehar thi. Aryan apne office ke kaam mein masroof tha, magar uska dhyan baar baar kamre mein leti Neha ki taraf ja raha tha.
Neha ko panchwa mahina chal raha tha, aur is baar uski halat pehle se zyada kharab thi. Uska chehra peela pad chuka tha aur woh thoda sa chalne par bhi haanfne lagti thi.




















Write a comment ...