
Kavya ke jaane ke baad haveli ka nazara agli subah bilkul badla hua tha. Shanaya subah subah kitchen mein sabke liye chai naashta taiyar kar rahi thi, tabhi saas Sumitra Devi wahan aayin. Unka chehra aaj bilkul naram aur shant tha.
Sumitra Devi: "Shanaya beta, idhar aa." Unhone apne pallu se chabiyon ka wo bhari aur purana guchha nikaala aur Shanaya ke hathon mein rakh diya.




















Write a comment ...