
Shastri Bhawan ki khushiyon par achanak ek kaala saaya mandrane laga. Haveli ki deewaron mein jo hawas aur taqat ka khel Pandit Shivanand ne shuru kiya tha, uska ant itni bhayanak tarah se hoga, kisi ne socha na tha.
Sawan ki ek toofani raat thi, jab Pandit Ji ek door ke gaon se anushthan karke apni purani jeep se lauta rahe the. Raasta phisalgund tha aur andhera itna gehra ki maut ne rasta rok liya.

















Write a comment ...