
Maheenon guzar gaye, magar haveli ki fizaon mein nafrat ki thandak kam na hui.
Hassan ne apne bete ka naam Hamza rakha ek aisa naam jo taqat aur himmat ki nishani tha. Magar nanhay Hamza ki sehat din ba din girti ja rahi thi. Wo kafi kamzor tha aur har waqt rota rehta tha.




















Write a comment ...