
Ayaan ab 6 mahine ka ho chuka tha. Uska chehra ab saaf taur par Aryan se milne laga tha, magar Neha ki mamta ne use is tarah gher rakha tha ki kisi ko kabhi koi shaq nahi hua.
Sunita ji ka doodh pilane ka waqt ab khatam ho chuka tha, aur Ayaan ab upar ka khana khane laga tha.




















Write a comment ...