
Apni Suhaagrat pe hi Haveli ka kamra sannate mein dooba tha. Vikram ne darwaza zor se patka aur apni SUV mein baith kar seedha shehar ki us badnaam gali ki taraf nikal gaya.
Uska gussa abhi thanda nahi hua tha. Ghar ki majboori, maa ka dabav aur wo ladki Meera sab uske dimaag mein teer ki tarah chub rahe the.




















Write a comment ...