
Do din guzar gaye the, par Vikram ka dil patthar bana hua tha. Meera ne har tarah se koshish ki uske kadmon mein baithi, maafi maangi, par Vikram ne ek baar bhi uski taraf dekhna gavara nahi samjha.
Meera ne in do dino mein ek niwala bhi muh mein nahi dala tha bhook aur pachtave ne use andar se tod kar rakh diya tha.




















Write a comment ...