
Haveli mein aaj bahut ronak thi. Ananya ki godh bharai ka din tha. Uska satva mahina chal raha tha aur uska pet kaafi nikal aaya tha.
Jiski wajah se wo aur bhi zyada sundar aur mamtamayi lag rahi thi. Sab rishtedaar aaye hue the, aur Rahul ki khushi ka toh thikana hi nahi tha.




















Write a comment ...