
Penthouse ki routine ab ek naye aur zyada zalim mod par aa chuki thi. Vikram ne ghar ko ek aise training ground mein badal diya tha jahan galti ki gunjayish zero thi. Aaj ka niyam naya tha safai ka niyam.
Vikram ghar se nikalte waqt Riya ko bol gaya tha, "Shaam tak agar mujhe ek bhi kona ganda mila, toh yaad rakhna, raat ko tu mere bistar par nahi, mere pairon ke niche hogi."




















Write a comment ...