
Singhania Mansion mein raat ka sannaata gehra ho chuka tha. Deewar par lagi ghadi ki suiyan raat ke do bajne ka ishara kar rahi thin.
Amit do din ki business trip se thak haar kar wapas laut chuka tha, lekin uske aane ya na hone se Neha ki zindagi mein koi farq nahi pad raha tha.




















Write a comment ...