
Haweli ke shahi kamre mein waqt ke sath sath badlaav saaf nazar aa raha tha. Mahine guzar chuke the, aur ab Natasha ka pet kaafi bada nikal chuka tha.
Uske jism par pregnancy ka bojh saaf dikh raha tha uthne, baithne, ya bistar par karwat lene mein bhi use ab behad pareshani aur dard ka samna karna padta tha.




















Write a comment ...