
Waqt ke gujarne ke sath haveli ka mahaul bilkul badal chuka tha. Pratap ke apahijpan ki jagah ab unke poori shaan se khade hone aur gaon par unke dabdabe ki charcha har taraf thi.
Aur ab woh din aa chuka tha jiska poori haveli aur bujurg maa ko besabri se intezaar tha Kavya ki god bharai ka shandaar jashn.




















Write a comment ...